Note: वर्ग 3 यानि प्राथमिक शिक्षक की भर्ती का विज्ञापन आ चूका है अभी इसकी परीक्षा होनी बाकी है और इस भर्ती में कोई भी ऐसे पद नहीं आये जिसमे बिना डी.एड वालो को मौका मिले.
MP Prathamik Shikshak Selection Test 2024
Fresh Updates 3 May 2024: Mp Prathamik Shikshak या संविदा शिक्षक वर्ग 3 की परीक्षा डेट MP ESB ने अपने वार्षिक टाइम टेबल में अपडेट की हैं, जिसमे बताया गया है प्राथमिक शिक्षक (खेल, गायन वादन व नृत्य) चयन परीक्षा का सिलेक्शन टेस्ट अगस्त 2024 में होगा.पिछले नोटिफिकेशन नीचे देखिये
सूचना 23 Oct 2019: सिर्फ संविदा शिक्षक वर्ग 3 का प्रयोगशाला शिक्षक ही एक ऐसा पद हैं जिसमे आवेदन के लिए सिर्फ बारहवी पास जरूरी हैं. इस पद के लिए बी.एड या डी.एड पास होना अनिवार्य नहीं हैं. अभी यह भर्ती का विज्ञापन एक माह के भीतर घोषित होने की संभावना हैं. ताजा खबरों के लिए हमारे साथ बने रहे.MP Samvida Shikshak Varg 3 Counseling Updates 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non B.Ed Candidates Results 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non BEd Candidates Rank Card / Merit List 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non B.Ed Candidates Selection List 2018
ताजा खबर:- मध्यप्रदेश संविदा शाला शिक्षक की भर्ती अभी नहीं आई हैं.ना ही भर्ती का कोई विज्ञापन आया हैं. आप Whatsapp और फेसबुक में वायरल हो रहे झूठे विज्ञापन के झासे में ना आये. क्योकि इस भर्ती का आयोजन Mp Peb और Mp ऑनलाइन पोर्टल के माध्यम से संपन्न होगी. जिस पर इस भर्ती की अभी कोई जानकारी नहीं हैं. और वायरल हुई पीडीऍफ़ फाइल पुरानी (2011) की हैं जो की गलत तरीके से Edit की गई हैं. भर्ती की ताजा जानकारी मिलते ही आपको सूचना देंगे.
1 January 2018 : पाठको आप सभी को नए वर्ष की शुभकामनाएं. हम आपके लिए बहुत ही अच्छी खबर लेकर आये हैं. आपको जिस संविदा शिक्षक भर्ती का इंतज़ार पिछले ३ सालो से था वो अब 2018 में होने जा रही हैं. अब आपको हम पूरी न्यूज़ बता रहे हैं.
नीचे हम हाल ही के पेपर्स की न्यूज़ दिखा रहे हैं जिसमे संविदा शिक्षक 2018 की पूरी जानकारी हैं. अभी व्यापम ने कोई भी सूचना नहीं दी हैं इसीलिए आप अपने विवेक का उपयोग करे.
फोटो सौजन्य : नवभारत समाचार पत्र
ऊपर आप साफ़ देख सकते हैं की संविदा की भर्ती की जानकारी दी गई हैं जिसके कुछ महत्वपूर्ण तथ्य हम आपको नीचे पॉइंट्स के रूप में समझा रहे हैं.
9 November 2017 : दैनिक भास्कर न्यूज़ पेपर में हाल ही में यह खबर पोस्ट की गई हैं की संविदा शाला शिक्षक की भर्ती प्रक्रिया फरवरी 2018 में शुरू होगी . और इस भर्ती में अतिथि शिक्षको के लिए आरक्षक के लिए नये नियम की घोषणा व्यापम द्वारा की जाएगी. यह भर्ती 32000 के लगभग पदों के लिए होगी. पदों की संख्या घटाई एवं बढाई जा सकती हैं.
Page Last Updated - 19 January 2017
Samvida Shikshak Varg 1 Counseling Details
Samvida Shikshak Varg 2 Counseling Details
Samvida Shikshak Varg 3 Counseling Details
Samvida shala shikshak of madhya pradesh recruitment will begin. Did you test varg 3 January 2012. And you have passed the exam. Will tell you, the class has started counseling 3. In varg 3 candidates being taken to the D. Ed. .In total 58,000 varg 3
is vacant.Counseling varg 3 non D. Ed candidates from April to May in 2013 will be. Mp online kiousk Contact Us for more information. Or vyapam to visit the official website.
Tag- vyapam non d.ed counseling , mp samvida 3,2,1 non b.ed counseling dates , mp samvida shikshak 3 non d.ed counselling details
Click here
Samvida3 obc trand waiting walo ko kab lenge
ReplyDeletemere ko nahi lagta hai govt. rsult nikalene ke
Deletemood me hai..........
mere ko nahi lagta hai govt. result nikalene ke mood me hai
DeleteGred3 waitinglist walo ke sath sarkar dhoka kar rahi he
ReplyDeletedont worry kisi ke sath dhoka nhi hoga
Deletedont worry sarkar kisi ke sath dhoka nhi kregi
DeleteJAB NON DED WALO KO NAHI LENA THA TO UNHE PARIKSHA KYO DILVAYI SARKAR KAHATI HAI KI HANDICAPPED KO NAUKARI DENGE KAM SE KAM INHE TO NAUKARI DO
Deletevyapam ghotale ke bad resuts ana ab bahut muskil ho gaya hai
Deleteagar varg-3 balo ki bharti nahe hui to ye sarkar bhe nahe ban payegi
ReplyDeletetere aane aur na ane se koi fark nhi padta agar tu akela vot nhi dga to kya sarkar nhi ban payge gadhe,,,,mehnat kar aur koi dosri exam ki tayari kar
Delete"ek ek boond se hi ghadha bharata hai pyare"
DeletePyare meri to police me lag gai he jo MP ki sabse bekar naukri he
DeleteKab hogi varg 3 ki 2'nd counsling
ReplyDeleteHi friends samvida3 2counseling me 17000 pad st sc ke 7000 jan ke or obc ka koi pad nahi ab obc ka kya hoga
ReplyDeleteYadi obc ke pad nahi he to gred3 me koi bhi obc nahi lagega
ReplyDeleteanyone has any information regarding 2nd round counselling date. pls inform
ReplyDeletevarg 3 me kya mera bhi nomber aayega 120/150
ReplyDeletekab hogi bharti warg 3 ki non ded condidetes
ReplyDeleteapko kese pata chala ki sss3 me obc kota khatam
ReplyDeleteapko kese pata chala ki sss3 me obc kota khatam
ReplyDeletehame bhi koi bata do ki sss3 ki non D.ed ki counceling kab hogi,plz
ReplyDeleteLok shikshan ke adikari ne danikbhasker bhopal me news di 9165002072
ReplyDeleteHa jaldi bharti krvao ab wait nahi hota.
ReplyDeletejab non ded non bed ki bharti nahi karna thi to vyapam ne TTE ke liye unke form kyon liye use pahle hi ye baat clear karna thi.
ReplyDeletejab non ded non bed ki bharti nahi karna thi to vyapam ne TTE ke liye unke form kyon liye use pahle hi ye baat clear karna thi.
ReplyDeleteshayad v 3 ki 2nd councelling ho hi na kyunki edu department ne 2008 ki vyapam exam fail guruji ko mouka dene ka decision liya he.jo guruji 30 no lakar fail ho gaye the unhe D ed ke 20 no bonus deker pass kiya jayega aur is tarah labhag 25000 vacancy fill ki jayegi.EDUCATION PORTAL-NEWS-17/07/13.
ReplyDeleteis tarah fail candidates ko fir se pass karke naukri dena vyapam untrained candidates ke sath anyay he . kisi pariksha ka result ek hi baar declare ho sakta he . yadi is prakar non deserving candidates ko maoka mila to ye qualified untraineds ke sath unyay he.niymo ke viruddha he.phir to kuch bhi ho sakta he.fail ko naukri aur pass ko berojgari!
ReplyDeletevarg 3 ki counselling election ki vajah se abhi nahi hogi... maine dainik bhaskar ke 7 july wale edition mein pada tha ki 2nd counselling 30 march 2013 ko comlete ho jani thi magar court case ke karan late ho gayi
ReplyDeleteto second councellimg kb hongi?
DeleteBarti kab hogi. Nahi to dosto ek sath milkar aandolan karenge. Sarkar ne kai bar niyam badal kar dhokha diya he
ReplyDeleteKyu bevkuf bna rhi h ye govrment aur system
ReplyDeleteJis parkar samvida patrata pariksha me feil gurugi ko 20 ank ded ke dekar pass kiya jayega ye cm ne kaha to fir verg 2 me bhi ase bahut se pariksharti he jo patrta pariksa me 60,70,73 tak number lakar fail ho gaye or unke ded ki degree bhi he fir unhe bhi 20 ank ded ke dekar pass karna chahiye yadi cm ne asa nahi kiya to ye to hum fail logo ke sath dhoka hoga aavaj utao dosto or ded ke 20 ank judao
ReplyDeleteHum ko aavaj uthni hogi yaha tak ki abhi tak jin athiti ne 3 years tak padaya he unhe bhi bonas ank nahi de rahi he
ReplyDeleteKya.bed halo keep second counsiling lab se hogi
ReplyDeletenahi higi
DeleteKya bed ki bharti ss3 mai. Nahi hogi kya second round kab se hai
ReplyDeleteYe cm pata nahi hum atiti teacher ko bonas ank denge ya nahi
ReplyDeletec.m ji ab toh sunlo
ReplyDeleteitne dino me toh kumbhkaran bhi jaag jata h
ab toh krado 2nd counseling
Are bhai cm ko pata he ki is bar unke hat sit nahi lagegi isi karan vo guest teacher or samvida bharti ke liye kuch nahi kar rahe he
ReplyDeleteKuch bhi nahi ho raha h bhi
ReplyDeleteKuch bhi nahi ho raha h bhi
ReplyDeleteKuch bhi nahi ho raha h bhi
ReplyDeleteJisko pahle se pata he uski jit is bar nahi hogi vo hamare liye kyo kuch karege
ReplyDelete30 july ko guest teacher ka maha aandolan or sarkar ko jawab dena hoga
ReplyDeleteAb ye bharti aage yogi bhi ya nhi
ReplyDeleteOpposition weak hone ka fayada le raha ha shivraj
ReplyDeletedosto sabko milkar andolan karna chahiye
ReplyDeleteabhi bi moka he varg 3 me jane ka agar sab log milkar andolan kare to kyoki chunav ane wale he aur govt ko hamari sunana hi padea bas jarurat he to awaz uthane ki
ReplyDeletebilkul sahi hai dost
Deletebilkul sahi hai kyoki itihas gawah hai hak milta nahi chhinana padta hai yehi humare rajya aur des ki problem hai
Deleteese to ho gai bharti bas coment karte raho
ReplyDeleteager non d-ed walo ko lena hi nhi tha to fir exam me bethne ki permissn hi kyo diya gya ?
ReplyDeleteare bhaiyo ab nahi hogi bharti
ReplyDeletecommnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye
ReplyDeletecommnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye
ReplyDeletecommnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye
ReplyDeleteBhaiyo samvida ki first bharti jaha hogi vaha par se atithi sikshak ko hata diya jayega.chahe wah 5 saal se atithi me padha rahe ho.ye to galat h.unhe bi kuch bonus ank milne chahiye.matlab use karke fakne wali baat ho gai.kuch karo dosto.Ye news me kaha h.
ReplyDeleteberojgar bhaiyon aap sabhi se gujaris hai ki jaldi se jaldi aawaz uthakar samvida 2nd counsling ke liye aandolan karein nahin to bharti kabhi nahin hogi.
ReplyDeleteBhaio mere to vrg 3 me 117 ank hai aur mera bed ka result b abi aaya ab to karao counseling 2 sal ho gae ab wait ni kia jata
ReplyDeleteKya kisi ke 90 se kam ank he or obc he or ded he to please batao ki kya uska chanse he
ReplyDeleteDosto 9o se kam ank vale obc ko nahi lenge to ded ki degre kis kam aayegi
ReplyDeletenon d.ed. our non b.ed. wale jinhone exams marit me pass kiya h,
ReplyDeleteunke sath court our govt. dono mil kar dhokha kiya h.
3 yr barbad kiya h from fill karwane se lekar abhi tak
kuch to karna hoga wo bi jalad se jalad
bhaiyo eis vyapam our govt. ka
Aap logo me se koi obc 90 ank se kam vala hoga kya uska chanse he
ReplyDeleteSuna he 2nd round me obc ka koi pad nahi fir 84,85,86 number vale obc ded vale ka bhi kuch nahi hoga fir ded ki degree kis kam ki
ReplyDelete90 se kam ank valo ka kya hoga
ReplyDeleteare bhaiyo sss3 ki bharti jarur hogi or non ded sabhi ko moka milega total pado me se obc ke pad bhi diye jayege
ReplyDeleteKese hoga...
ReplyDeleteare koi date btayegd second concling ki
ReplyDeleteuntraind wale pls mujhse contact kare
Deletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
untraind wale pls mujhse contact kare
ReplyDeletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
untraind wale pls mujhse contact kare
ReplyDeletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
untraind wale pls mujhse contact kare
ReplyDeletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
untraind wale pls mujhse contact kare
ReplyDeletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
untraind wale pls mujhse contact kare
ReplyDeletemei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com
Suna he guest teacher ko bonas ank milege to kitne milege or kis hisab se any news
ReplyDeleteguest teacher ka koi future hai ya nhi
ReplyDeleteOBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..
ReplyDeleteOBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..
ReplyDeleteOBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..
ReplyDeleteOBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..
ReplyDeleteRTe ke niyam anusar non ded non bed valo ki bharti nahi ho sakti
ReplyDeleteto test kyo liya mere bhai ye bhi pta karo jra
Deletesss3ki second counselling 25 august ke bad hogi
ReplyDeleteAre prakashji kya bhang khakar coment karte ho koi news nahi to kuch bhi sabko pata he 2nd nonded or ded valo ke liye he
ReplyDeleteAb kuch nahi hoga the end
ReplyDeleteThe end bus 6 agust ko athiti bache he jinke liye kuch hona he to ho jayega nahi to unka bhi the end
ReplyDelete2 aug ka dna paddo
ReplyDeleteAre bhai 9 agust tak koi news nahi or 2 agust ki news padne ki bat karte ho
ReplyDeletesecond chanse main sss3 walo ko kela milega
ReplyDeletekela leke joyo bhopal
Hi.. verg3 me 107.48 marks h gen.cat. de hu kya 2nd councelling me koi chances h
ReplyDelete10 augest ke denik jagaran maein aaya hei ki scecond counsling ki vigapti 15 se 17 august ke beech aane wali hei to wait and watch
ReplyDeleteSanjeev bhai link daliye.
ReplyDeletesamvinda shala shikshak varg 3 Non-D.ed ki counciling kab start hogi.........???????????????????
ReplyDeletesamvida shala shiksha ki counciling data kab hai plz reply or kitna wait karna padega......??????.
ReplyDeleteb.ed walo ki news ho to plz reply
ReplyDeleteb.ed walo ka koi chance hai kya
ReplyDeletesecound counsling kb tk hongi or 2012me jinka ded hua hai wo apply kr skte hai ya nhi plz reply
ReplyDeletesanjeev gupta ji logo ko gumrah na kare kya hua tumhari conform date ka
ReplyDeletebakwas karne se nahi hoti bharti
17 tareekh ho gae. Teesara hafta v khatam hone ko h
ReplyDeleteKANCHAN KHARE 17/08/2013 MERE S.S.V.3 ME NON D.ED,B.ED 99.39 HAI TO KYA MUJHE CHANCE MILEGA
ReplyDeleteTo day is 17/08/2013 now what about posts of sss3. Coz I m also waiting for counseling of sss3. Coz last year I leave my job for these vacancies.
ReplyDelete2 conciling kab hogi
ReplyDeleteBANTEE 18 AUGUST 2013 10:30 2 CONCILING 1ST SIT SE HOGEE REPLY
ReplyDeletekaise pta k 1 september se ho
DeleteKab hogi bharti teacher banege ya nahi. Koi to batao bhai.
ReplyDeleteKitne aor hafte lagege chalu hone me. election ke pahale ho jayega kya ?
ReplyDeleteKitne aor hafte lagege chalu hone me. election ke pahale ho jayega kya ?
ReplyDeletebhaiyo main mp gonernment ka koi mantri to hu nahi 10 august ke denik jagaran ke shivpuri prashat par news thi to shere kar di 40 din bad achar shanhita lagu ho jayegi uske wad kisi ko intajar nahi karana padega or tantion leni ki bat hei to sss-3 mein 123 marks hein or 2012 ka d.ed. hun yenha to kismat hi mar rahi hei kisi ka
ReplyDeletekya dosh
Sanjeev Tim to guru ho.apane apako kahi ka tees markha samjhate ho.123 marks ka dindora pirate for rahe ho.challenge dete fir rage ho itane intelligence ho to a hi take berojgar kyo Bethe ho.
ReplyDeletebetejan main berojgar nahi hun mera achchha khasha galale ka byapar hei jo mujhe mere pitaji se mila tha or sun mere pitaji bhi princepel hein inter karane ke bad padhayi chhode di thi nokri ki chinta kise thi wah to umar ke shath ab esa laga ki nokri kar leni chahiye taki bhabisya surakchhit ho jaye barana 35 ki age main 70 hajar kharch karke koi d.ed. nahi karta
ReplyDeletemr. anonymous mere par consuntret hone ki wajaye sceconed rouned suru karwane ke liye kuchh prayas kijiye jo sahayog wan parega awsay karane ki koshish karunga wese bata du ki intelligent ka to esa hei ki vyapam ka paper bhi isase pahale wale vyapam main apane bhayi ki halp ke chakkar main dala tha or jab uska rall no. mera sath nahi para to apana paper deke lote aya tha uske babjud bhi 156mark aye the jisase prerit hokar hi maine d.ed. kiya or is war fir se vyapam diya warna ek do war pollis ke liye try abshay kiya uske alawa na koi farm dala na koi ummid khud se thi
ReplyDeleteab shayad kuch result nikle Patrika ne case uthaya hai agar ab bhi kuch na ho to election bhi aane wale hai aur court ke darwaje bhi khule hai. HALLA BOL do.
ReplyDeletedosto halat hame hi badlna hai court case kar do dharna do is sawal karne se sarkaar nahi jagne wali hai.
ReplyDeletedosto mukhyamantri ko ek-ek e-mail jarur karo mukhyamantri samadhan online side par, ho sakta hai kuch ho jaye
ReplyDeletesamadhan online par ek-ek mail jarur karo dosto cm k liye ho sakta hai kuch ho jaye
ReplyDeletesecond round kab hoga worg 3 ka
ReplyDeleteworg 3 ka second round kab sai start hoga sir
ReplyDeletejald hoga beta
ReplyDeleteshiksha mantri ne pichhle rojgar samachar me kaha tha ki 2nd counsling jald hogi
ReplyDeleteSamvida v 3 ka second bharti kab se hogi ???
ReplyDeleteReply
Samvida v3 ki second vharti kab se hogi
ReplyDeletereply
Bhul jao ab kabi nahi
ReplyDeleteAb cancel ok
ReplyDelete28 se suru ok
ReplyDeletejald hone bali hai second caunsling rte ke tahat b.ed.d.ed ko mouka pahle diya jayega and guruji jo vyapam pass nahi hai 2nd mouka unhe diya jayega phir rikt pad rahte hai to non d.ed. Bed ko diya jayega
ReplyDeletemob-9926236805
Mere 109 numbers hai or maine B.ed kia hai. Kya mai 2 nd counselling me aavedan kar sakta hu varg 3ki.
ReplyDelete5000/- salary ke employers rakhne ke liye sarkar ko itna time lag raha hai aur woh bhi contract basis to hum samjh sakte hai ki age india ka future kya hai .kabil logo ko desh ke liye kuchh karne ka mouka dena chahiye.karodo arabo Rs. ki incom hui hai woh humara hi paisa hai aur hum par hi kharch hona chahiye kyoki govt. kisi ek ki nahi YE PRATANTRA hai doston.Kai school aise hai jaha 300 bachcho ke bich 3 ya 4 teacher hai to woh padate honge ya unko sambhalte honge???????????
ReplyDeleteits kind request to govt that
govt must have to take some immidiate actions regarding this vacancy.
26 august ko shikchha bibhag ki miting hei jisame shikchha bibhag jaruri niranay liye jane wale hein to kal sham tak ka intajar karo koi khus khabari hogi to kal hi mil jayegi warna mushkil hei
ReplyDeleteMUJHE TO LAGATA HE KI MP GOVT. NON D.ED STUDENT K SATH ANNYAY KAR RAHI HE DKABHI COUNSELING NAHI HO SAKTI.............
ReplyDeleteMUJHE TO LAGATA HE KI MP GOVT. NON D.ED STUDENT K SATH ANNYAY KAR RAHI HE DKABHI COUNSELING NAHI HO SAKTI.............
ReplyDeleteare dosto 2nd counsling nahi honi h shayd Qki hmne to fb pe ho ya cm ji k nam ka page sb pe kaha 2nd counsling kara do unhe to bs election ki padi h unhe hum honhar cadints ka future ka ni h agr hme job ni mili toi vote nai denge
ReplyDeletehan asha par hi to duniya tiki hai, kal 26 ko bhopal me
ReplyDeleteyoua sammelan hai c.m. Mukhaya athithi honge wanha pe
agar samvida varg ki secound counsiling karwane ka dabaw
un par dalne ka bhi ek aakhri mauka bacha hai hame, ye mauka nahi khona chahiye
sab samvida pariksha pass logo bhaiyo chalo bhopal dekha do
takat berojgaro ki ........................... Chalo bhopal
Cortcase valo ko le rahe he
ReplyDeleteAducationportal par cortcase valo ko lene ki jankari he
ReplyDeletekiya hoga ab kuch samjh nahi aa raha hai,
ReplyDelete2 1/2 saal ke lambe intjar ke baad aaj bhi hamare
haat khali ke khali hai, kitni mehnat se padhi ki, b.ed, d.ed kiya
aur dhakka mukki kha kha ke pariksha dene gaye,
hajro rupaye ki kitabo me sir khapaya, samye
aur paisa dono barbaad, result me jhulaya, counsiling me
jhulaya, phir list, ka intjar, ab secound counsiling ka,
kanhi aisha na ki yahi prkiriya phir dubara ho ,
vidhyko ki salary badhna ho , bhatta badhana ho, hawai yartra
ka mudda pakch ho ya vipakch dono, dhvani mat se ek din me parit
kar dete hai, hum berojgaro ki kisi ko koi chinta nahi ,
bas aasvation hi hai ab hogi counsiling tab hogi , jhatpatahat me ji
rahe hai kiya kare majbur hai sarkari kachuwa chal ke karan
lagta hai ab to 2014 ki pariksha ki phir tayari karni padegi ab nahi hogi
secound counsiling...........@@@@@
kiya hoga ab kuch samjh nahi aa raha hai,
ReplyDelete2 1/2 saal ke lambe intjar ke baad aaj bhi hamare
haat khali ke khali hai, kitni mehnat se padhi ki, b.ed, d.ed kiya
aur dhakka mukki kha kha ke pariksha dene gaye,
hajro rupaye ki kitabo me sir khapaya, samye
aur paisa dono barbaad, result me jhulaya, counsiling me
jhulaya, phir list, ka intjar, ab secound counsiling ka,
kanhi aisha na ki yahi prkiriya phir dubara ho ,
vidhyko ki salary badhna ho , bhatta badhana ho, hawai yartra
ka mudda pakch ho ya vipakch dono, dhvani mat se ek din me parit
kar dete hai, hum berojgaro ki kisi ko koi chinta nahi ,
bas aasvation hi hai ab hogi counsiling tab hogi , jhatpatahat me ji
rahe hai kiya kare majbur hai sarkari kachuwa chal ke karan
lagta hai ab to 2014 ki pariksha ki phir tayari karni padegi ab nahi hogi
secound counsiling...........@@@@@
SSV.3 KA RESULT KAB TAK VALID HAIN
ReplyDeletesecond coun. kab chalu hogi
ReplyDeletekab chalu hogi se.coun.
ReplyDeleteAb second counseling nahi hogi koi coment mat karna
ReplyDeletekal chalu hogi
ReplyDeletekal kabhi nahi hota
ReplyDeletesarkar sabko pagal bna rahi h koi counsling ni honi h
ReplyDeletesep. Ka last bola h ab sarkar ye btaye achar sahita pahle hi lag jayegi toh sep. K last me th6di hogi
dosto apne sath sarkar ko phr se khel mat khelne do sarkar phr dhokha de ri h
ReplyDeleteb.ed walo ko bhi mili , varg 3 me manyata , 6 mahine ka cours karna hoga
ReplyDeleteSecond counsalling abhi na baba na...
ReplyDeleteKal chalu hogi kaha gaya kal kabi nahi hogi ok
ReplyDeleteab councelling kabhi bhi ho untrained candidates ko isse koi effect nahi parega.
ReplyDeleteObc valo ka kya hoga koi pad nahi he waiting me kese hoga
ReplyDeleteAb bhul ke bhi faltu coment mat karna kyo ki is site par sab faltu he kisi ke pas sahi news nahi he sab time pass karte he
ReplyDeletecort he se hoga
ReplyDeleteBhaiyo age ki socho sss 3 ko bhul jao aur agar aap abhi bhi esa sochte ho ki bharti hogi or is sarkar par bharosa kar rahe ho to apne sath apne desh ko bhi dhoka de rahe ho.
ReplyDeleteAb to ummid khatam yar
Bhaiyo age ki socho sss 3 ko bhul jao aur agar aap abhi bhi esa sochte ho ki bharti hogi or is sarkar par bharosa kar rahe ho to apne sath apne desh ko bhi dhoka de rahe ho.
ReplyDeleteAb to ummid khatam yar
Ro ro kar bhul jao or badla lo
ReplyDeleteDon't worry be happy and sss 3 ko bura spna smjh kr bhul jao or kuchh nya kar
ReplyDeleteAb waiting nahi aayegi sabi waiting walo se nivedan he ki kuch karna ho to karo varna bhul jao
ReplyDeletehi
ReplyDeletehi
ReplyDeletehttp://epaper.pradeshtoday.com/epaperimages/692013/692013-md-hr-3/D30342004.JPG
ReplyDeleteclick here important news for all friends
from basant Gwalior
http://epaper.pradeshtoday.com/epaperimages/692013/692013-md-hr-3/D30342004.JPG
ReplyDeleteclick here important news for all
from Basant Gwalior
ReplyDeletegood news for all 2nd counciling stsrt to 15 sep
verification date 17nov to 25nov
merid list 05 oct published
look at education potal
15 se hone wala 2nd round kya sirf b-ed,d-ed walo ke liye hai? plz. reply soon
Deletepar kya esme freshrokobhiliya jayega
ReplyDeletenahi to freshro koekjut hona chahiye
par kya esme freshro ko bhi anumati milegi
ReplyDeleteagar nahi tohame court jana chahiye
B.edWALO KO LE RAHE HAI KYA
ReplyDeleteAre bhai koi bataega sss3 non d.ed counselling kb hogi?
ReplyDeletekya yah non D.ed counsling hai please koi batana
ReplyDeletesamvidha verg 3 balo ke sath dhoka hua hai sarkar per man hani ka dava thoka jaye hamara bhavish andhkar me kar diya hai
ReplyDeletecourt case ka ro koi 420 ka kesh darj kiya jaye
hamare paise with byaje ke bapish kiye jaye you are agry
kya aap hame btayenge ki ye 2 second counciling non b.ed, and non d.ed walo ke liye he ya nhi plz reply me very soon
ReplyDeletepls abhi samvidha verg 3 ki non b.ed. counsling kab hogi koi bata dijiye hme bhi
ReplyDeletesab ko milkar action lena hoga
ReplyDeleteSach to mujhe lagta he ki shivraj noukri dena hi nahi chahta he agar dena chahte to sabhi categories me post hona tha varg 2 me english ko chodkar obc ke liye koi post hi nai he. Or jo kshetra adiwasi bahulya he waha genral ki post jyada he or jaha adiwasi jyada nai he waha st ki adhik post rakhi he taki wo bharti complete hone ke bad bhi khali rah jaye aur jise ye agle election me vote mangne ke liye istemal kar sake. Meri harijan aur adiwasi bhaio bahno se koi dusmani nai he me janta hu wo apka adhikar he par kya ap nai chahenge ki ap to lag hi rahe he agar ham v lag jayenge to kisi ka kya bigad jayega.
ReplyDeletekya hoga non ded balo ke sath
ReplyDeleteSamvida Grade-2 & 3 Me
ReplyDeleteGen, OBC ki post - 0
SC Ki Post - 40 In all MP
ST Ki Post - 23000 in All MP
pls abhi samvidha verg 3 ki non b.ed. counsling kab hogi koi bata dijiye hme bhi
ReplyDeletebhiyo.
ReplyDeleteapne comments. ise block par ya chote blogger. par dale. ex. 18 sept. nonded etc
kyonki jyada comments hone par unhe pad nahi sakte
aap ek hi jagah 800 - se. 1300 tak comments kar rahe ho.
mobile me ye khul nahi rahe.
apki news hum less pade
basant
rohit
pawan
narendra
alll frds.
ham savi ko ek sath milkar mp sarkar ko batana hoga, ki hamre sath annya ho raha hai.ham savi ko v is bar moka diya jaye.
ReplyDeleteMe sss3 ki abhi bi wating me hu kiya obc qota key karan mera selection nahi hoga kiya Mere Sat dhukha huha
ReplyDeleteKya ab sabhi atithi shikkshako ka vibhagiy exam hone wala hai.jankari ho to batao...i m watting...wetanman b badega..
ReplyDeletesir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed wale verg 2 m maths group m form daal sakte h kya ...
ReplyDeletesir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed amaths group m form daal sakte h kya ...
ReplyDeletesir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed amaths group m form daal sakte h kya ...
ReplyDelete